Ask Mufti Tariq Masood Podcast copertina

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Di: Ask Mufti Tariq Masood
Ascolta gratuitamente

Offerte di stagione | 0,99 €/mese per i primi 3 mesi

A seguire 9,99 €/mese – si applicano condizioni. Puoi disdire mensilmente.
A proposito di questo titolo

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.

In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.

How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?

To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information.

Where to Listen to Ask Mufti Tariq Masood

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms.

📧 For Business or Copyright Inquiries: contactsofion@gmail.com

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

SOFI
Islam Relazioni Scienze sociali Spiritualità
  • Masail Ka Hal - 518th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
    Nov 11 2026

    (0:00) Intro

    (0:02) MTM Foundation mein zakat ki raqam transfer karte hi farz ada ho jata hai ya nahi?

    (0:52) 10 months pregnancy waste ho jaye to sawab?

    (1:23) Marhoom ke liye Hajj-e-badal karna?

    (2:15) Maike bhej kar aisi talaq?

    (2:56) Chhotay bachay ki care ki wajah se namaz talna?

    (3:26) Sunnat, witr baith kar parhna?

    (3:35) Darbar mein janaza parhna?

    (4:34) Agar koi sunnat / nafl parh raha ho to peechay farz parhne wala?

    (5:54) Darhi na barhana, moochhain katne ka masla?

    (6:41) Raf-ul-yadain wali hadees ki tashreeh?

    (11:14) Bank se soodi qarza le kar ghar banana?

    (11:48) Prize bond ka hukum?

    (11:51) Talaq ke aisay alfaaz?

    (12:17) Marhoom bhai ki bewa ka devar se nikah ki rasam?

    (13:11) Dubai mein extra marital affairs chalane walay aur talaq bhi na dene walay shohar ka hal?

    (14:19) Imam sahab par sajda-e-sahw wajib ho to muqtadi?

    (14:37) Hazrat Muawiya (RA) bhi Khalifa Rashid hain?

    (15:18) Biwi agar cartoon / videos dekhti ho to?

    (15:41) Teen talaq ke baad aik doosray ko kaisay bhoolain?

    (16:55) Ramazan mein farz aur sunnat i’tikaf ki aik sath niyyat?

    (17:08) Zaat ke maslay ka hal pasand ki shadi mein?

    (17:59) Maut se pehle shirk se toba?

    (18:16) Haqeeqi walidain ka naam tabdeel karna?

    (20:29) Zojain ki khwahish ka masla?

    (24:02) Full body hair removal for men?

    (24:36) Ramazan ke rozay na rakh sakne wali khatoon?

    (25:05) Qasar namaz ka masla?

    (25:22) Mardon ki namaz ka sahih tareeqa?

    (25:54) Medical store mein aisi medicines ki sale?

    (27:08) Muhammad naam rakhne ki mannat poori karna?

    (27:52) Nana nani ki virasat mein nawasi ka hissa?

    (28:19) 12 saala Hafiz-e-Qur’an betay ke peechay taraweeh?

    (28:38) Jahaiz ki rasam ka hal?

    (29:04) Kharab zehni tawazan walay bachay ki shadi ka masla?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Mostra di più Mostra meno
    30 min
  • Masail Ka Hal - 517th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
    Nov 4 2026

    (0:00) Intro

    (0:02) Aurat zehni dabao mein alag ghar ka mutalba kar sakti hai susral se tang aa kar?

    (1:30) Shohar ka biwi ko saheliyon se baat karne se mana karna?

    (2:40) Namaz ke dauran hansi aa jaye to?

    (4:16) Social media par kisi ki ghalti ki islah ka tareeqa?

    (4:53) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi aalim se mashwara kare?

    (7:18) Nazr poori karna bhool gaya to?

    (7:55) Online kharidari mein cheez kharab niklay to?

    (8:19) Kisi ne dil mein hasad mehsoos kiya?

    (8:54) Ghusse mein baddua?

    (9:19) Masjid mein bachon ko shor par daantna?

    (10:13) Namaz mein qibla se kitna inhiraf?

    (10:41) Logon ke dar se naiki ki maqbooliyat?

    (11:30) Masjid mein baith kar khana khana?

    (11:51) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi ko ghar aane de?

    (12:08) Agar khud ko toota hua mehsoos karein to?

    (12:32) Ehraam mein hambistri?

    (13:26) Wife ke sath mamu ki ghair akhlaqi harkat?

    (14:27) Walidain ki marzi ki jagah zabardasti shadi?

    (16:24) Gas compressor wala khana?

    (17:37) Baghair music ke aisa gana sunna?

    (18:04) Aisi masjid mein namaz?

    (19:00) Zina se kaisay bachain?

    (21:40) Meraj mein jannat, dozakh ka tasawur?

    (22:34) Kutta palna?

    (22:50) Leucorrhoea ka masla?

    (23:36) Haram kamane walay ki dawat?

    (23:50) Teen talaq ke baad aisa halala?

    (29:28) Rukhsati se pehle, nikah ke baad nafaqa?

    (29:46) Ahl-e-Bait kaun hain? Qur’an ki is ayat ke mutabiq

    (30:37) Teen bachon ki maa Hajj kaisay kare?

    (31:10) Elakay ki aisi toham-parasti?

    (31:45) Game se paisay kamana?

    (33:20) Namaz mein Darood Sharif mein Aal-e-Ibrahim se Yahudi murad hain?

    (34:45) Factory mein namaz ki aisi jagah ka hal?

    (36:45) Farz namaz ke baad tasbeehat ya sunnatein?

    (38:12) Marhoom walid ki namazain?

    (38:32) Aisi soorat mein 7 saal ki mangni todna?

    (40:17) Baghair darhi walay imam ke peeche namaz?

    (40:51) Saudi Arab mein visa business?

    (41:03) Side ki maang nikalna?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Mostra di più Mostra meno
    44 min
  • Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
    Oct 28 2026

    (0:00) Intro

    (0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to?

    (1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to?

    (2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga?

    (3:05) Mobile par fohash ads ka gunah?

    (3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi?

    (4:17) Namaz mein rona aa jaye to?

    (4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to?

    (6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to?

    (6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to?

    (8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to?

    (10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna?

    (10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai?

    (11:15) Jaldi mein namaz chhorna?

    (12:05) Masjid mein chanda mangna?

    (15:32) Rishwat ke baghair kaam?

    (16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai?

    (16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to?

    (17:47) Wazu ke dauran baatein karna?

    (18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum?

    (19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna?

    (19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai?

    (20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to?

    (22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena?

    (22:24) Nazr poori karne ka kaffara?

    (22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to?

    (22:54) Behen ki virasat dair se dena?

    (23:40) Qabar par haath utha kar dua mangna?

    (24:49) Daftar mein na-mehram se hansi mazaq karna?

    (25:41) Walidain ki nafarmani kab gunah-e-kabira banti hai?

    (26:10) Khula ke baad dobara nikah mumkin hai?

    (26:51) Office mein jhoota bahana bana kar chhutti lena?

    (27:31) Bazurg ke waseelay se dua mangna?

    (29:13) Talaq ka zuban se taalluq?

    (29:24) Oonchi heel pehenna?

    (29:37) Namaz mein hansi rokne se namaz toot jaye gi?

    (29:58) Iddat mein make-up kyun mana kiya gaya hai?

    (33:20) Walidain agar aulaad mein farq rakhein?

    (34:59) Namaz ke baad rakaat mein vehm ka ilaj?

    (36:18) Qabar pakki banana?

    (37:02) Aurat ka social media par aana?

    (37:33) Masjid mein mobile charge karna?

    (38:34) Ghair Muslim ke liye hidayat ki dua?

    (38:43) Office mein namaz ki ijazat na ho to?

    (38:58) Masjid mein dunyawi baatein karna?

    (39:44) Shohar agar kharcha de lekin izzat na de to?

    (40:32) Aurat agar susral mein rehte hue apne walidain ki chhup kar madad kare?

    (40:48) Namaz mein harkat-e-kaseer / qaleel?

    (41:22) Online courses mubalgha kar ke bechna?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Mostra di più Mostra meno
    42 min
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
Ancora nessuna recensione